Песня Silsile Mulaqaton Ke (Bardaasht 2004) в исполнении Udit Narayan and Alka Yagnik - слушать онлайн в хорошем качестве или скачать трек в Mp3 бесплатно на ПК или телефон.
Текст песни Udit Narayan and Alka Yagnik - Silsile Mulaqaton Ke (Bardaasht 2004)
Phool jab maangte hain barson dua
Tab bahaaron ki kali khilti hai
Tum toh aayi ho kahin jannat se
Aisi mahbooba zamane mein kahaan milti hai
(Silsile, silsile)
Silsile mulaqaton ke na chhodiyega, na chhodiyega
Silsile mulaqaton ke na chhodiyega, na chhodiyega
Naraazgi mein bhi ta'alluq na todiyega, na todiyega
Hum hain, sanam, bewafa, na sochiyega
Silsile mulaqaton ke na chhodiyega, na chhodiyega
Naraazgi mein bhi ta'alluq na todiyega, na todiyega
Hum hain, sanam, bewafa, na sochiyega
Silsile mulaqaton ke na chhodiyega, na chhodiyega
(Na chhodiyega, na todiyega)
(Na chhodiyega, na todiyega)
Hum ishq mein aap ke hain, ho
Raat-din, raat-din, raat-din
Jeena nahin hai gawara, ho
Aap bin, aap bin, aap bin
Chaahat ka maara, oh-oh, dil tujh pe haara
Hai sab se pyaara, oh-oh, yeh naata, yaara
Oh, dilruba re
Aur kisi se ab yeh naata na jodiyega, na jodiyega
Naraazgi mein bhi ta'alluq na todiyega, na todiyega
Hum hain, sanam, bewafa, na sochiyega
Silsile mulaqaton ke na chhodiyega, na chhodiyega
Humko tumhari wafa pe
Hai yaqeen, hai yaqeen, hai yaqeen
Tere siwa zindagi kya?
Kuch nahin, kuch nahin, kuch nahin
Khwabon ke ghar mein, oh-oh, in rangraliyoon mein
Tum le aaye ho, oh-oh, dil ki galiyon mein
Oh, saathiya, oh
Beech raah mein laake phir na munh modiyega, munh modiyega