Песня Aaj Ki Raat в исполнении Alisha Chinai - слушать онлайн в хорошем качестве или скачать трек в Mp3 бесплатно на ПК или телефон.
5:12 MP3, 7.5MB, 192kb/s
Текст песни Alisha Chinai - Aaj Ki Raat (Remix)
Aaj ki raat tu baahon mein meri aa
Tootne ko hai khaamoshiyan
Khatam kar de tanhaaiyaan
Meri aaghosh mein sama ja
Aaj ki raat tu baahon mein meri aa
Aaj ki raat...
Husan ke is tapish mein tu bhool ja saare gham
Dooba-dooba sa kyun hai, khalish mein hai kyun aankhein nam?
Katra-katra hai behka meri chaah mein
Zarra-zarra hai bikhra meri raah mein
Kyun hai tu bekhabar? Dekh le ek nazar
Aankhon mein doob kar meri tu har gham bhula ja (ha-ha)
Aaj ki raat (aaj ki raat) tu baahon mein meri aa
Tootne ko hain khaamoshiyan
Khatam kar de tanhaaiyaan
Meri aaghosh mein sama ja
Aaj ki raat (aaj ki raat) tu baahon mein meri aa
Aaj ki raat...