Песня Saaki (From "Musafir") в исполнении Sukhwinder Singh - слушать онлайн в хорошем качестве или скачать трек в Mp3 бесплатно на ПК или телефон.
5:21 MP3, 13MB, 320kb/s
Текст песни Sukhwinder Singh - Saaki (From "Musafir")
Saaki se mohabbat hoti hai
Har roz shikaayat hoti hai
Peene ko mere peena na kaho
Yoon bhi to ibaadat hoti hai
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Wo sharaabi kya sharaabi jo nashe mein na rahe
Haan, wo sharaabi kya sharaabi jo nashe mein na rahe
Wo sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare
Wo sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharaabi, paas jiske ham na hon
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Wo sharaabi kya sharaabi jo nashe mein na rahe
Wo sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare
Wo sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharaabi, paas jiske ham na hon
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Ishq ki galiyon mein na jaana, ishq bada badnaam hai
Ishq to mera Khuda hai, aashiq mera naam hai, ho-ho, ho
Oh, ishq ki galiyon mein na jaana, ishq bada badnaam hai
Ishq to mera Khuda hai, aashiq mera naam hai
Aashiqi ke har qadam pe roz qatl-e-aam hai
Hey, aashiqi mein jaan lutaana aashiqon ke kaam hai
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Oh, saaki-saaki re, saaki-saaki
Aa, paas aa, reh na jaaye koyi khwaahish baaki
Saaki
Saaki, saaki, saaki, yeah
Aa, saaki, hey, saaki
Saaki
Saaki, saaki, saaki
Saaki, saaki, saaki
Maikade mein aane waale, maikashi to seekh le
Hampe hansne waale, pehle tu hasi to seekh le, oh, oh
Maikade mein aane waale, maikashi to seekh le
Hampe hansne waale, pehle tu hasi to seekh le
Har khushi hai door tujhse, gham tere nazdeek hai
Haaye, tere deewaane ki haalat bin tere bhi theek hai
Oh, saaki-saaki